| Urdustan.com | ![]() |
| Urdustan > Mushaira> 2001 > June |
|
Meenakshi
Jha
gard aaNkh se haTaa
kar dekheN
fasl nafrat kee
botay rahay ab tak
aao sehar-e-aman-o-chain
kee simt
taa-umr haq apnay
maaNgtay rahay
anaa se akDay aur
uThay sir ko
vaadaa kar ke unheN
toDtay rahay
baarood aur bomb
peh jo luTaayee daulat
haath uThtay rahe
dushmanee ke liye
|
|