| Urdustan.com | ![]() |
| Urdustan > Mushaira> 2001 > June |
|
Irfan
'Abid'
Karnaa na kahii
bhuul ke shaitaan kii yaaro
Duniyaa mein bhalaaii
bhii buraaii bhii milegii
Maango na kabhii
Rab ke siwaa aur kisii se
Duniyaa hai yeh
manzil ke faqat ek saraa-ae
Haq par jo chalaa
huuN to bhalaa maut ka dar kyaa
|
|