| Urdustan.com | ![]() |
| Urdustan > Mushaira> 2001 > June |
|
Ahmad
Shakir Munawar
Mumkin
hai keh tujhko ab tak kHaak nazar na aata ho
Aankhen
ro-ro chamkali haiN ,ujle Manzar takne ko
Saare
ache Mausam uski kHwahish mein hi biet gaye
Sookhe
patte aurh ke apne tan pe,Aankhen band kiye
Teri
meri Aqal ke naate aaj bhi haiN ,aye Jaan, juda
|
|